Nohay 2020 | Ali Akbar Ameen Nohay 2020 | Zahra Ka Ghar Ujad Gaya | Noha Shahadat Imam Hussain 2020
Nohay 2020 | Ali Akbar Ameen Nohay 2020 | Zahra Ka Ghar Ujad Gaya | New Nohay 2020/1442
10 Muharram Noha Shahdat Imam Hussain 2020 | Ali Akbar Noha 2020/1442
Title - Ek Din Me Sab Basa Basaya Zahra Ka Ghar ujad Gaya | Nohay 2020
Related - Nohay 2019,nohay,nohay 2020,New Nohay 2018, nohay 2019-20,New Nohay 2020,nohay 2020 All,Noha,Muharram 1442h Nohay
Reciter - Ali Akbar Ameen
Poetry - Akhtar Sirsvi
Composition & Arraigned - Raza Shah
Audio - ODS
Edit - Azmat Ali
Video - Azadari Chitora
Album - Muharram 1442/2020
1st Noha MOLA SALAMAT RAKKHE
https://youtu.be/FCxRy9CZHg0
2nd Noha MERE GHAR HAI HUSSAIN KI MAJLIS
https://youtu.be/GU69M77u-PE
3rd Noha Umme Laila Ne Kaha
https://youtu.be/9NMes_1REPg
4th Noha Ashoor Ke Dina Ka Tu Alamdar
https://youtu.be/qCr8AQ7Z0zs
#Ashura #noha2020 #aliakbarameen #newnoha2020 #nohay #newnohay #nohay2020
#newnoha #aliakbarnohay #nohaynew #nohanew
Lyrics This Noha :-
Asr ka suraj dub na paya zehra ka ghar ujad gaya
Sub ek din mai basa basaya zehra ka ghar ujad gaya
Maqtal mai laash pa zainab ye rorokar kehti hai
Aaj hua ehsas mujhe kya chiz ghareebi hoti hai
Pursa dene koi na aya zehra ka ghar ujad gaya
Khaimo mai ek chahel pehel thi baqi thi her maa ki aas
Asr say pehle sub zinda they
Akbar qasim or abbas
Qismat ne ek ek kochudaya
Zehra ka ghar ujad gaya
Bardardo ne nazar lagadi sham say pehle taaro ko
Dekh rahi'n hai khoon mai duba maaen apne pyaro ko
Run say jakar koi na aaya
Zehra ka ghar ujad gaya
Tera baras ke shehzade ko ghodo'n say pamal kia
Teer ne ek pyase bacche
Mat pucho kya haal kia
Akbar ne bhi neza khaya
Zehra ka ghar ujad gaya
Karbobala ke jungle mai jub rafta rafta sham dhali
Lasho ka pehra deti thi or padhti thi naad e ali
Zainab ne baba ko bulaya
Zehra ka ghar ujad gaya
Kaise khako khoon mai ghalta lashkar dekha baba ka
Noke sina par ghash say uthkar jub sir dekha baba ka
Ek mariz e gham chillaya zehra ka ghar ujad gaya
Ghash say uthkar ghar walo ka haal jo pucha aabid ne
Chahnewale kaha gaye ehwal jo pucha aabid ne
Kis dil say zainab ne bataya
Zehra ka ghar ujad gaya
Maqtal say neze ki ani par jub farqe mazloom gaya
Karbobala ka khooni manzar in aakhon mai ghum gaya
Sub ne ye fiqra dohraya zehra ka ghar ujad gaya
Ehle aza ki nazro be jub dekha chand moharram ka
Akhtar akbar aasu tapke chaya badal ek gham ka
Taaro ne noha ye sunaya zehra ka ghar ujad gaya
Follow US On Our Social Media Channels :-
FACEBOOK : https://www.Facebook.com/AliAkbarAmee...
INSTAGRAM : https://www.Instagram.com/AliAkbaramin1
DAILYMOTION : https://www.Dailymotion.com/aliakbaramin
YOUTUBE : https://www.YouTube.com/c/AliAkbarAme...
TWITTER : https://www.Twitter.com/AliAkbarAmeen
GOOGLE+ : https://www.Google.Plus.com/AliAkbarA...
WebSite : https://www.AliAkbarAmeen.com